I Am Earning 10$ Daily With Neo Bux Just View Ads For 5 Seconds. Click Here To Register For Free

Saturday, October 20, 2012

Bahri Bazam Main Raaz Ki Baat Keh Di (Iqbal)

                                         
 Transtation In Roman Urdu

Bahri Bazam Main Raaz Ki Baat Keh Di
Bada Bay Adab Ho Saza Chahta Hoon

     

Jaha Hai Teray Liye (Allama Iqbal)


Utho Garibo (Allama Iqbal)


Saturday, October 13, 2012

Laughter is the Best Medicine


Laughter `s infectious nature increases happiness to those lucky enough to catch it, so how does a good chuckle, belly laugh, or all-out gigglefest trigger healthy effects on your body and improve your overrall outlook.

Humor and laughter strengthen your immune system, boost your energy, diminish pain, and protect you from the damaging effects of stress. Best of all, this priceless medicine is fun, free, and easy to use

Laughter is strong medicine for mind and body

“Your sense of humor is one of the most powerful tools you have to make certain that your daily mood and emotional state support good health.”

~ Paul E. McGhee, Ph.D.

Laughter is a powerful antidote to stress, pain, and conflict. Nothing works faster or more dependably to bring your mind and body back into balance than a good laugh. Humor lightens your burdens, inspires hopes, connects you to others, and keeps you grounded, focused, and alert.

With so much power to heal and renew, the ability to laugh easily and frequently is a tremendous resource for surmounting problems, enhancing your relationships, and supporting both physical and emotional health.


Laughter is good for your health
Laughter relaxes the whole body. A good, hearty laugh relieves physical tension and stress, leaving your muscles relaxed for up to 45 minutes after.

Laughter boosts the immune system. Laughter decreases stress hormones and increases immune cells and infection-fighting antibodies, thus improving your resistance to disease.

Laughter triggers the release of endorphins, the body’s natural feel-good chemicals. Endorphins promote an overall sense of well-being and can even temporarily relieve pain.

Laughter protects the heart. Laughter improves the function of blood vessels and increases blood flow, which can help protect you against a heart attack and other cardiovascular problems. The Benefits of Laughter

Physical Health Benefits:
Boosts immunity
Lowers stress hormones
Decreases pain
Relaxes your muscles
Prevents heart disease
Mental Health Benefits:
Adds joy and zest to life
Eases anxiety and fear
Relieves stress
Improves mood
Enhances resilience
Social Benefits:
Strengthens relationships
Attracts others to us
Enhances teamwork
Helps defuse conflict
Promotes group bonding

Heart Touching Poetry.

Dil Ko Chooh Lenay Wali Shayari.


Translation In Roman Urdu.


Log tot jate hain, ek ghar banaye main
tum taras nahi khate, bastiyan jalane main

Aur jaam tootein gay , is sharab khaney main
musmoo ke ane main, mousmo ke jane main

Har Dhaktay pathar ko log dil samajte hain
umray beet jatee hain dil ko dil banaye main

Fakhta ki majbori ye kheh bhi nahi sakti
Koun sanp rakta hai us kay aastinoo main

Dosri koi Larki Zindagi main agaye gi
Kitne Daer lagti hai us ko Bhool jane main


Aankhaon Ka Jawab (Sad Poetry)

Jawab dayta hoon main bhi kamal aankhaon se urdu shayari by shukat kamal



Translation in Roman Urdu

Jawab Deta Hoon Main Bhi Kamal Aankhoin Se
Wo Le ke Ate Hain Jab Bhi Sawal Aankhoin Main.

Ghazil Wafa Ka Dard (Ahmed Faraz)

Log aysay bi gam-eyar se lag jate hai urdu gazal bhi AHMAD FARAZ wafa ka dard


Pyar Ki Intehaan

Jaysay tumain hum nay caha hai urdu shayari in urdu


Translation in Roman Urdu.

Jaysay Tumain Hum Nay Chaha Hai Koun Bhala Youn Chahe Ga
Mana Aur Bohat Agaye Gay Tum Se Pyar Jatane Log.


Ek Sher (Wasi Shah)

kitni sardi hai pass kuch bhi nhi wasi shah urdu shayari


Translated In Roman Urdu

 Kitni Sardi Hai Pass Kuch Bhi Nahi
Aao Ek Dosre Ko Oode Lein Hum.




Friday, October 12, 2012

Ruksati Ka Dard ( Parveen Shakir)

Lo mein aankhain ban kiye layti hon parveen Shakir shayari


Translation In Roman Urdu


Lo! Main Ankhein Band Kiye Leti Hoon, Ab Ruksat Ho.
Dil Tu Jane Kiya Kehta Hai, Liken Dil Ka Kehna Kiya.

Meri chahat tha wo meri ana bhi tha (Wasi Shah)

Meri chahat tha wo meri ana bhi tha,

Mere khamosh lehjon ki wo ik sada bhi tha,

Rehta tha subh o sham wo mere wajood main,

Meri awaz mera lehja wo meri ada bhi tha,

Deta tha mujh ko zakham wo bhi be hisab magar,

Hamdard bhi tha mera wo meri wafa bhi tha,

Ab us k zikar pr aksar ma khamsoh rha hun,

Kabhi meri muhabat ki wo intaha bhi tha,

Ajab kash ma kash thi meri zindgi main,

Poojna usey bhi tha aur dil main khuda bhi tha,

Thursday, October 11, 2012

Todays Joke!


Boy Hood


Kabab Main Haddi.


Gharelo Tutkey




Ghar Damad


Apna Aadmi.



Translation In Roman Urdu

Haj Ada karne gaya tha Qoom Ka Leedar Koi.
Sangbazi ke liye Sheetan par Jana pada.
Ek Kankar Phenk ney par ye sada aye usse
Tum tu apney aadmi they tum ko akhir kiya hoa.

Aadmi ko Bhi Mayasir nahi Aadmi Hona.


Ghalib


Urdu Poetry byMirza Ghalib

Nahin Ki Mujhko Qayamat Ka Etiqaad Nahin
Shab e Firaaq Se Roz e Jaza Ziyaad Nahin
Koi Kahe Ki Shab e Mah Main Kya Burai Hai
Bala Se Aaj Agar Din Ko Abr O Baad Nahin
Jo Aaun Saamne Un Ke To Marhabaa Na Kahen
Jo Jaaun Vaan Se Kahin Ko, To Khairabaad Nahin
Kabhi Jo Yaad Bhi Aata Hoon Main To Kahte Hain
Ke Aaj Bazm Main Kuch Fitna O Fasaad Nahin
Alava Iid Ke Milti Hai Aur Din Bhi Sharaab
Gadaa-E-Kuchaa-E-Maikhana Namuraad Nahin
Jahaan Main Ho Gam o Shaadi Baham, Hamain Kya Kaam
Diya Hai Hamko Khuda Ne Vo Dil Ke Shaad Nahin
Tum Un Ke Vaade Zikr Un Se Kyun Karo “Ghalib”
Ye Kya Ke Tum Kaho Aur Vo Kahen Ke Yaad Nahin


A tribute to Mirza Ghalib. Poetry in Roman Urdu


1. har ek baat pe kehte ho tum ke ‘too kya hai’ ?
tumheeN kaho ke yeh andaaz-e-guftgoo kya hai ?

[ guftgoo = conversation ]

2. na shole meiN yeh karishma na barq meiN yeh ada
koee batao ki woh shoKH-e-tund_KHoo kya hai ?

[ barq = lightning, tund = sharp/angry, KHoo = behavior ]

3. yeh rashk hai ki wo hota hai ham_suKHan tumse
wagarna KHauf-e-bad_aamozi-e-adoo kya hai ?

[ rashk = jealousy, ham_suKHan = to speak together/to agree,
KHauf = fear, bad = bad/wicked, aamozee = education/teaching,
adoo = enemy ]

4. chipak raha hai badan par lahoo se pairaahan
hamaaree jeb ko ab haajat-e-rafoo kya hai ?

[ pairaahan = shirt/robe/cloth, haajat = need/necessity,
rafoo = mending/darning ]

5. jalaa hai jicm jahaaN dil bhee jal gaya hoga
kuredate ho jo ab raakh, justjoo kya hai ?

[ justjoo = desire ]

6. ragoN meiN dauDte firne ke ham naheeN qaayal
jab aaNkh hee se na Tapka to fir lahoo kya hai ?

7. woh cheez jiske liye hamko ho bahisht azeez
siwaay baada-e-gul_faam-e-mushkaboo kya hai ?

[ bahisht (or bihisht, both are correct) = heaven, baada = wine,
gul_faam = delicate and fragrant like flowers, mushkaboo = like
the smell of musk ]

8. piyooN sharaab agar KHum bhee dekh looN do chaar
yeh sheesha-o-qadah-o-kooza-o-suboo kya hai ?

[ KHum = wine barrel, qadah = goblet, kooza/suboo = wine pitcher ]

9. rahee na taaqat-e-guftaar, aur agar ho bhee
to kis ummeed pe kahiye ke aarzoo kya hai ?

[ guftaar = speech/discourse ]

10. bana hai shaah ka musaahib, fire hai itaraata
wagarna shehar meiN ‘GHalib’ kee aabroo kya hai ?

[ musaahib = comrade/associate ]

Friday, October 05, 2012

bhigte rehte hai barish me aksar.


bhigte rehte hai barish me aksar
kabhi mangi kisise panaah nahi
hasrate puri na ho to naa sahi khwab
dekhna to koi gunaah nahi

Kabhi kabhi sapne chur ho jate hain



Kabhi kabhi sapne chur ho jate hain
Halaat se log dur ho jate hain
Par kuch yaadein itni haseen hoti hai ki
Unhe yaad karne ko hum majboor ho jate hain

Urdu Sad Poetry Sms : Urdu Dard Bharay SMS


Below are the some of my favourite SMS's......Enjoy it....

ulfat mein aksar aisa hota hai,
ankhein hasti hai aur dil rota hai,
mante hai hum jinhe manzil
apni humsafar unka koi aur hota hai.

******

Dard se dosti ho gayi yaaroo
Zindagi bedard ho gayi yaaroo
Kya huwa jo jal gaya aashiyana hamara
Door tak roshni to ho gayi yaaroo.....

********

Hamne tho umr guzaar-di tanhaai main
seh liye situm teri judaai main
abh-to yeh faryaad hai khudha se
koi aur na tarpe----teri bewafaai main~

*********
Qadam Qadam Par Baharon Ne Sath Chod Diya,
Pada Jab Waqt To Apno Ne Sath Chod Diya.
Qasam Khaii Thi In Sitaron Ne, Sath Dene Ki ,
Subah Hote Hi Sitaron Ne Bhi Sath Chod Diya

**********
Matt puch mere sabar ki inteha kaha tak hai?
tu sitam kar le,teri taqkat jaha tak hai,
wafa ki umeed jinhe hogi,unhe hogi,
humein toh dekhna hai,
tu zalim kaha tak hai?

**************
aaj ki raat mera darde mohabbat sun le,
kap kapaate hue hontho ki shikayat sun le
aaj izhare khayalat ka mouqa de dy
ham tere shahir me aaye hai musafir ki tarah

**********
Jan kar bhi tum mujhe jan na paye,
aaj tak tum mujhe pehchan na paye,
khud hi ki hai bewafai hum ne,
ta ki tujh pe koi ilzaam na aaye...

*****
Jo dil se karib ho use rusva nahi karte,
Yun apni mohabbat ka tamasha nahi karte,
Khamosh rahenge to ghutan aur badhengi,
apno se koi baat chupaya nahi karte... .......

*******
Meri Chahat ne Use Khushi De di,
Badle Me Usne Mujhe Sirf Khamoshi De di.
Khuda Se Dua Mangi Marne Ki,
Lekin Usne Bi Tadapne Ke Liye Zindagi De di .......


*********
Saath Humara pal bhar ka sahi,
par woh pal aise jaise koi kal nahi
rahe zindagi mein shayad phir milna humaara
par mehekti rahengi tumhari yaadein humare sang sahi.

**********

Hum agar aapse mil nahi paatay
Aisa nahin kay aap humein yaad nahin aate
Mana ka jahaan kay sab rishtey nibahaye nahin jatey
Par jo bas jatay hai dil mein wo bhulaye nahin jatay

************

Har ek muskuruhat muskan Nahi hoti,
nafrat ho ya mohabbat aasan nahi hoti,
aansu gam ke aur khushi ke ek jaise hote hai,
inki pehchan aasan nahi hoti...

**********

Who aate to hain magar tan se nahi,
who bhethe to hain magar man se nahi,
kaun kehta hai ki who pyaar nahi karte,
karte to hain magar humse nahi.

********

Jinki raahon mein humne bhichai the sitare;
Unse kehte hai harpal aansuon ke sahare;
Ho gaye hai saare shikwe kitne kinare;
Magar phir bhi kyun woh huwy na humare!

*******
Mayoos mat hona, yeh aik guna hota hai
Milta vahi hai jo kismat main likha hota hai
Har cheez milhe humain, yeh zaroori tou nahi
Kuch cheezon ka zikar doosre jahan mein hota hai

**********

Jahan har raaz chupana padta hai
Dil mein hazaro zakm rehne par bhi
Chehre se muskuranna padta hai
Hum agar aapse mil nahi paatay

**********

Rgds

 N.V.T

Ghalib Mirza Asadullah Khan Poetry

 





aah ko chaahiye ik umr asar hone tak



aah ko chaahiye ik umr asar hone tak
kaun jiitaa hai terii zulf ke sar hone tak

daam har mauj me.n hai halqaa-e-sad_kaam-e-nahang
dekhe.n kyaa guzare hai qatare pe gauhar hone tak

aashiqii sabr-talab aur tamannaa betaab
dil kaa kyaa rang karuu.N Khuun-e-jigar hone tak


ham ne maanaa ke taGaaful na karoge lekin
Khaak ho jaaye.nge ham tum ko Khabar hone tak


partav-e-Khuur se hai shabanam ko fanaa kii taaliim
mai.n bhii huu.N ek inaayat kii nazar hone tak


yak_nazar besh nahii.n fursat-e-hastii Gaafil
garmii-e-bazm hai ik raqs-e-sharar hone tak


Gam-e-hastii kaa 'Asad' kis se ho juz marg ilaaj
shammaa har rang me.n jalatii hai sahar hone tak


baaziichaa-e-atfaal hai duniyaa mere aage

baaziichaa-e-atfaal hai duniyaa mere aage
hotaa hai shab-o-roz tamaashaa mere aage

ik khel hai aurang-e-sulemaaN mere nazadiik
ik baat hai ejaaz-e-masiihaa mere aage

juz naam nahiin suurat-e-aalam mujhe manzuur
juz vaham nahiin hastii-e-ashiyaa mere aage

hotaa hai nihaaN gard me.n seharaa mere hote
ghisataa hai jabii.n Khaak pe dariyaa mere aage

mat puuchh ke kyaa haal hai meraa tere piichhe
tuu dekh ke kyaa rang hai teraa mere aage

sach kahate ho Khud_biin-o-Khud_aaraa huu.N na kyoN huuN
baiThaa hai but-e-aa_iinaa siimaa mere aage

phir dekhiye andaaz-e-gul_afshaanii-e-guftaar
rakh de ko_ii paimaanaa-e-sahabaa mere aage

nafrat ka gumaaN guzare hai main rashk se guzaraa
kyoN kar kahuuN lo naam naa us kaa mere aage

imaaN mujhe roke hai jo khiinche hai mujhe kufr
kaabaa mere piichhe hai kaliisaa mere aage

aashiq huuN pe maashuuq_farebii hai mera kaam
majanuuN ko buraa kahatii hai lailaa mere aage

Khush hote hain par vasl men yuuN mar nahiin jaate
aa_ii shab-e-hijaraaN kii tamannaa mere aage

hai mauj_zan ik qulzum-e-KhuuN kaash! yahii ho
aataa hai abhii dekhiye kyaa-kyaa mere aage

go haath ko jumbish nahii.n aa.Nkho.n me.n to dam hai
rahane do abhii saaGar-o-miinaa mere aage

ham_peshaa-o-ham_masharab-o-ham_raaz hai meraa
'Ghalib' ko buraa kyoN kaho achchhaa mere aage

dil-e-naadaaN tujhe hu’aa kyaa hai


dil-e-naadaaN tujhe hu’aa kyaa hai
aaKhir is dard kii davaa kyaa hai

ham haiN mushtaaq aur vo bezaar
yaa ilaahii ! ye maajraa kyaa hai

ham bhii muuNh meN zabaan rakhate huuN
kaash puuchho ke mudda’a kyaa hai

jab ki tujh bin nahiiN ko’ii maujuud
phir ye hangaamaa ai Khudaa kyaa hai

ye parii-cheharaa log kaise haiN
Ghamzaa-o-ishvaa-o-adaa kyaa hai

shikan-e-zulf-e-ambarii kyoN hai
nigah-e-chashm-e-suurmaa saa kyaa hai

sabzaa-o-gul kahaaN se aaye haiN
abr kyaa chiiz hai havaa kyaa hai

hamko unse vafaa kii hai ummiid
jo nahiiN jaante vafaa kyaa hai

haaN bhalaa kar teraa bhalaa hogaa
aur darvesh kii sadaa kyaa hai

jaan tum par nisaar kartaa huuN
maiN nahiiN jaantaa du’aa kyaa hai

ham ne maanaa ke kuchh nahiiN “Ghalib”
muft haath aaye to buraa kyaa hai

kii vafaa hamase to Gair use jafaa kahate hain



kii vafaa hamase to Gair use jafaa kahate hain
hotii aa_ii hai ke achchho.n ko buraa kahate hain

aaj ham apanii pareshaanii-e-Khaatir un se
kahane jaate to hain, par dekhiye kyaa kahate hain

agale vaqto.n ke hai.n ye log, i.nhe.n kuchh na kaho
jo may-o-naGmen ko andoharuubaa kahate hain

dil men aa jaa_e hai, hotii hai jo fursat Gash se
aur phir kaun se naale ko rasaa kahate hain?

hai par-e-sarahad-e-idaraak se apanaa masjuud
qible ko, ahal-e-nazar, qiblaanumaa kahate hain

paa-e-afagaar pe jab se tujhe raham aayaa hai
Khaar-e-raah ko tere ham mehr-e-giyaa kahate hain

ik sharar dil men hai, us se ko_ii ghabaraayegaa kyaa
aag mataluub hai hamako, jo havaa kahate hain

dekhiye laatii hai us shoKh kii naKhvat kyaa rang
us kii har baat pe ham naam-e-Khudaa kahate hain
vahashat-o-sheftaa ab marsiyaa kahave.n shaayad
mar gayaa "Ghalib"-e-aashuftaanavaa kahate hain

rone se aur ishq me.n bebaak ho gae

rone se aur ishq me.n bebaak ho gae
dhoe gae ham aise ki bas paak ho gae

sarf-e-bahaa-e-mai hue aalaat-e-maikashii
the ye hii do hisaab so yon paak ho gae

rusavaa-e-dahar go hue aavaargii se tum
baare tabiiyaton ke to chaalaak ho gae

kahataa hai kaun naalaa-e-bul_bul ko beasar
parde men gul ke laakh jigar chaak ho gae

puuchhe hai kyaa vajuud-o-adam ahl-e-shauq kaa
aap apanii aag se Khas-o-Khaashaak ho gae

karane gaye the us se taGaaful kaa ham gilaa
kii ek hii nigaah ki bas Khaak ho gae
is rang se uThaaii kal us ne 'Asad' kii naash
dushman bhii jis ko dekh ke Gam_naak ho gae

Earn Online Money In Pakistan.


Earn Money Online


If you are looking for Working Online from home and want to Earn Money Online from Internet than this article will helps you. Yes its really easy and our all ways are legal and working so you can make long term income stream for your self but its also true Internet world is full with Scam and Fraud so be aware when you select some place to work. we will start you from bigning so before started you don't need any experience or knowledge.


How to Make Money Online

Many people are now looking for online jobs or want to work online but the Questions is how to make money online ? To be very true there are lot of ways and its really easy for those who are serious to work and make money with positive attitude and very hard for those who are negative thinking and have no serious attentions. we are more than happy to Guide you and provide you help for Making Money Online.


Create Free Account In Payza 

Your First Step To Earn Online is To Create Online Bank Account, Therefore Click Below Payza Link to Create Free Account All Your Transition Manage Here & All Your Earning Collect Here So Its Neccesary to Create Account.


1-PTC (Paid To Click Ads)
Earn Money Online with Paid to Click Sites. Now you can Earn Money Easily by Working Online for 5 Minutes a Day.

Why To Use it?
> You can earn your own money.
> You can spare at least 5 Minutes a day.
> Safe Income Every Week.

How To Earn OnlineHere we are introducing a paid to click technique where you have to sign up and just click the ad and view its for 10 seconds and the money will be credited rigth away instantly. It is very easy and in start you have to make only 10 - 20 clicks a day. More Clicks More Earnings, More Referrals More $$$. Whenever you reach their minimum payout limit you can transfer the Money to you AlertPay account and they will send you the check with in 5 Days. It is as easy as ABC!

Earnings: Clicks (are one cent. 50% referral commissions).
How to earn: View Ads
Payment: Pays via Paypal, or Alertpay $2 minimum payout. (The payout increases by $1 after each payment until a maximum of $10)

What you get as a member:Earn up to $0.02 (2 cents) per click.
Earn up to $0.02 (2 cents) for every ad your referrals click.
Earnings Example From One Site:
» You click 6 ads per day = $0.06
» 20 referrals click 6 ads per day = $1.20
» Your daily earnings = $1.26
» Your weekly earnings = $8.82
» Your monthly earnings = $40.14 = RS 3200/-

“But you can make more by yours Referrals”Try to click the maximum number of clicks each day because what you can earn from your referrals also depends on the number of clicks that you made the previous day.

Best & Trusted Paid to Click Sites.











2-Get Paid To Share.



3-Earn Just To Shorten Your Links.





4-Make Money With Sitetalk(Just Like FaceBook).

Make money online with Sitetalk which is a social networking website like Facebook and 
Orkut but unlike Facebook and Orkut it pays you for your activities which you are already 
doing free on Facebook and Orkut. It is noticeable that 95% of social networking people 
use Facebook which in return gave them nothing at all. I don’t know why people crazy about 
Facebook because Facebook is earning money thick and fast from your activities and you 
are helping their cause.
                                                         Click Here To Register Free

5-Fanslave make money with facebook and 
Twitter in URDU.
Fanslave is a ground-breaking new service, which was designed to revolutionize 
the marketing of Fanpages.With our easy connection system you can increase
the growth of your social network and therefore increase the people 
following your brand, your company or product.Bonus 50 credits Learn How to 
Make Money Liking Facebook Fan Pages-Earn Money from Facebook

Register here on my site totally free
make-money-468x60

6-Earn Just Browsing The Web
Automated moneybyMyBrowserCash is a is a Automated software which will generate cash for you by doing nothing, Yes by doing nothingEvery time when you start surfing web sites, this software will start making money for you..



7-Automatic Earning.
Just Install Open & Leave It will Earn For You.

make cash